Hello dosto aaj ke iss article mein janege ki ! paytm credit card online apply kaise kare aaj hm apko bahut aasan tarike se btayege ki ! paytm credit card apply kaise kare aur iske kya fayde hai aur jo nhi jante ki ! ye kya hai unko bhi ye btayege to chaliye iss article ki starting karte hai
Paytm Credit Card Kya Hai
Kuch time phele paytm aur SBI ne ek partnership ki hai ! aur sabhi users ke liye credit card de rhe hai aur aap iss service ke sath ! Paytm SBI Credit Card ki tarhe uska use kar sakte hai
Jaise aap others bank ke credit card use karte hai wase hi ! iss credit card ko use kar sakte hai online payment ke liye aur ATM machine se paise ! nikal sakte hai wo sabhi kaam kar sakte hai jo other banks ke credit card ke sath kar sakte ho
Agar ye card kho bhi jaye to aap ise block karwa sakte hai aur khrab hone ! par aap ise change bhi karwa sakte hai wo sab kaam kar sakte hai jo other banks ke ! credit ke card karte hai
Paytm Credit Card Online Apply Kaise Kare Uss Se Phele Kuch Jaruri Bate
To dosto chaliye btate hai ki ! paytm credit card online apply kaise kar sakte hai to dosto sabse phele apke pass ! iski application apke phone mein honi bahut jaruri hai aur uss par apka account verify ! hoga tabhi aap iske liye apply kar sakte hai
Aur ek dusri baat jo dhyan mein ! rakhni hai isko apply karne se phele ki apka phone number whi hona chaiye jo apke ! bank account mein hai whi number apki application se register hona chaiye agar apka ! aur koni number hai to aap paytm number ko change kare phele to fhir aap ! iss chij ke liye apply kare
Ek chij aur apki hona bahut jaruri hai ki apka ! paytm application update hona chaiye aur usme apki kyc complete ho tabhi aap kar sakte hai ! warna aap apni phele kyc complete kariye
Ab Jante Hai Kaise Apply Kare
- Sabse phele paytm application ko open kare aur niche apko show more dikhega uss par click kare
- Uske baad ek new window open hogi jaha par apko Paytm Credit Card ka option milega uss par click kare
- Aur apply now par click kare
- Uske baad kuch personal detail fill karni hai apni jaise ki aadhar card, pan number, date of birth jo jo mange apko wo fill kar deni hai
- Fhir apke pass thanks ka message aayega
- Itna karne ke baad apka card apply ho jayega
- Fhir kuch time ke baad verification ke baad apke pass mail aayega
- Ki aap uss chij ke liye eligible hai ya nhi
Paytm Credit Card Use(Istemal) Karne Ke Fayde
- Isme apko ek bahut bada fayda hai jo ki hai insurance ka ki apke sath koi fraud na ho jo ki hota hai 1lakh rupee ka insurance cover diya jata hai
- Agar aap khi par jakar paytm credit card se payment karte hai to uska apko 3% cashback milta hai jaise ki travel, mall jaha par aap ki kuch badi payment ho
- Whi aap online transaction karte hai tu usme alag se cashback milta hai wo cashback milta hai apko 1% tak
Conclusion
To bas dosto aaj ke liye bas itna hi ummed karte hai ki ! apko hmara article pasand aaya hoga jisme hamne apko btaya ki ! paytm credit card online apply kaise kare aur apne dosto ke sath bhi share kare ! iss information ko aur kuch problem ho to comment section mein puch sakte hai to ! hm apko milege ese hi kisi new article ke sath tab tak ke liye jai hind jai bharat