Google News Par Blog Kaise Submit Kare Step By Step

Posted on the 26 October 2020 by Technoharyana

Hello dosto aaj hm baat karne wale hai ki google news par blog kaise submit kare !add kare blog ko google news par! kaise publish kare to aaj isko puri detail mein btaye ge step by step! kya kya karna hai to chaliye aaj ka topic start karte hai apka time! waste na karte hue

Namskar dosto mera naam rajat garhwal aur aap sabhi ka swagaat karte hai blog par agar aap pheli! baar aaye hai to apko bta de ki yaha par hmm blogging se judi jankari agar aap unhe! miss nhi karna chahte to hmare telegram channel ko join kare

To dosto google news ek bahut bada platform hai ek blogger ke liye agar aap chahte ho ki apke blog par! real organic traffic aaye to apka blog google news par jrur submit kare aur apke! blog ki authority bhi high hogi ye ek news platform hai google ka jaha par aap sabhi! category ke blog submit kar sakte hai ye koi specific  category ke liye nhi hai

Isme apko ek dum se traffic nhi milega jab apka! blog isme live ho jayega tab apke post isme submit hone start! hoge piche jo likhe hai wo nhi aayege

Google news ki short summary

Ye ek esa platform hai ki jaha par log news wagera read karte hai aur ye app apko playstore par mil jayega lekin! isme app iss app se blog submit nhi kar sakte iske liye apko publisher center ki site! par jana hoga wo aage bhi apko btauga iss platform par 1+billion log yaha par! iss platform par hai to aap soch sakte hai ki apke liye ye kitne fayde mand hai lekin apko lagatar apne! blog par kaam karna hoga jab jab aap new post likhoge to ye automatic post read karke! submit kar lega to ab baat karte hai ki iss par google news par blog kaise submit kare

Google news par blog kaise submit kare

To dosto ab to apko pta chal gya na ki iss par kitne users hai to ab baat bhi kar lete hai ki kaise submit karoge! apne blog ko

Sabse phele apko kya karna google news publisher center karke search kar lena hai aur jo upar wala link !aaye uss par click karke open kar lena hai nhi to upar link par bhi click kar sakte hai !iss par jate hi apke samne esa interface aayega

Yaha par add publication ka option aaye ga uss par click karna hai fhir apke samne box aaye ga! jaha par apko apne blog ka naam dalna hoga

Jaise hi aap itna kar lete hai tab apke samne ek form aaye ga! jisme apke blog ki kuch detail fill karni hai jisme kuch esa form hoga

  1. phele mein apne blog ka naam
  2. dusre me apne blog ki description
  3. fhir category select karni hai
  4. language ka option aaye ga apne blog ki language select karni hogi
  5. fhir apko apne blog ka url dalna hoga jo ki website property url karke option aaye ga usme
  6. aur koi apko nhi karna hai fhir apko tracking me google analyatics ka code lagana hoga

itna karne ke baad apko next par click kar dena hai aur apke samne ek form aur aa jayega jo ki iss parkar! hoga isme apko 3 option aaye ge phele mein section aaye ga aur usme feed select karna hai !aur feed mein apko kya likhna hai ki apne blog url ke aage /lga ke feeds likh dena hai! aur apke blog ka feed aa jayega  fhir apko apne google search console ka option! aayega jisme url dalke verify kar lena hai fhir apko next par click kar dena hai

Image form

ye sab karne ke baad apke samne ke form aaye ga! image ka isme apke blog ka icon ko upload kar deni hai aur aap apne logo ke pixel !check kar lene hai jitna isme requirement hai utna hi upload! hona chaiye aur nhi hai to apko issi pixel ko search karke google pe check kr lena hai aur usko iss !pixel ke according convert kar lena hai fhir apko next par click kar dena hai

ads form

fhir aage ads ka option aaye ga agar apka google adsense se approved hai to apne google adsense account ko select kar! lena hai aur next par click kar dena hai fhir advance ka option aaye ga to usme! aap jis mail se aap account create kar rhe ho whi dale phele apko apne blog ka naam !dalna hoga fhir apko apni mail fill karni hai itna krne ke baad apko next par click kar dena hai

Review and publish form

isme apko  ye bta dega ki apne kuch miss kiya hai ya nhi agar apke side me kuch bhi missing nhi show hoga to apka publish ka! button show hone lage ga yani aap uss par click kar paoge warna nhi agar na aaye to! aap hmae comment karke bta sakte ho

Conclusion

to bas dosto aaj ke liye itna hi aaj hmne iss post me btaya ki google news par apne blog ko kaise submit kare step by step !umeed karte hai apko hmara post pasand aaya hoga agar acha laga ho to post ko !share kare aur agar kuch problem hai to comment karke puch sakte hai to milte !hai next topic ke sath tab tak ke liye jai hind jai bharat