hello dosto aaj baat karege ki google adsense ko mail kaise kare to aaj ye jane ge ye topic bhi bahut! jruri hai kyo ki bahut baar kya hota hai ki google adsense ke pass mail ya contact !karna ho jata hai ki apko adsense se approval nhi mil rha ya fhir apka koi issue show !ho rha hai to usko kaise fix kare iske regarding mail karni pad jaye to aaj yhi janege
namskar dosto mera naam rajat garhwal aur aap sabhi ka hmare blog par swagaat hai agar aap pheli !baar aaye hai to bta du ki yaha par hm blogging se judi jankari share karte rhete! hai agar unhe miss nhi karna chahte to hmare telegram channel ko join kare
bahut se bloggers ka mere pass whatsapp par msg aata hai ki bhai google adsense se approval nhi mil !rha hai aur ye problem aa rhi hai to dosto ye topic har ek blogger ke liye jruri hai kyuki! sab kaam google adsense se related hai to aaj! hm baat karege ki google adsense support team ke sath contact kaise kare
Google Adsense Ko Mail Kaise Kare
bahut se users ka ek doubt rheta hai ki google adsense ke pass contact kaise kare starting me mere ko! bhi nhi pta tha ki agar koi problem aaye to google adsense ke pass mail kaise kare !ya fir unse contact kaise kare ye youtubers ke liye bhi article hai kyo ki bloggers ho! ya aap youtubers dono ke liye google adsense ek hi hai
isme kuch nhi karna hai apko simple google adsense help center karke search karna hai google par aur apke! pass 1link aaye ga jis par apko click karna hoga
iss first link par click karna hai aur isko open kar lena hai ya fhir aap iss link se bhi ja sakte hai !google adsense help center iss par se sidha redirect ho sakte hai jaise hi apke samne !ye open hoga to scroll down karke bilkul niche aa jana hai waha par 2option milege
- ask the help community
- contact us
iss mein se apko ask community ko select karna hoga iss screenshot me dekh bhi sakte hai
first wale pe click karna hai fhir apke samne esa form aa jayega
jisme apko first wale option me apna question dalna hai jo apko puchna hai aur continue !par click kar dena hai fhir apke samne ek form aur open ho jayega isme hoga ek !option category ek platform ka ye dekh bhi li jiye
category mein aap choose kar lena ki apko approval mein dikat ho rhi hai ya kuch aur mein bahut se option aa !jayege aur apko na smjh me aaye to aap other select karke platform choose kar lena !hai platform me aap web choose kar lena hai fhir apko continue par click kar dena hai
fhir apke samne esa aa jayega isme aap apni problem dubara se bta sakte ho aur koi screenshot hai apke pass to! wo bhi share kar sakte hai aur apne blog ka link bhi de sakte hai itna karne ke baad! i’m not robot pe click karke verify kar lena hai aur post par click kar dena hai ese karke ! aap google adsense ke pass mail kar sakte hai ya fhir contact kar sakte hai
Iss se judi kuch jruri jankari
lekin isme apko ek baat ka dhyan me rakhan hai ki apke question ka reply tabhi ke tabhi nhi aaye ga iss process! me 24hours lagte hai 24 hours ke undar undar apke pass mail aa jayega google adsense ! ki traf se jo bhi apki problem hai
Conclusion
to bas dosto aaj ke liye itna hi aaj ka post chota jrur tha lekin ye ek bahut important topic tha to hamne discuss! kiya agar apko kuch puchna ho iske regarding to aap comment section me puch! sakte hai aaj ke post me hmne apko btaya ki google adsense ko mail kaise kare! umeed karte hai ki apko hmara article pasand aaya hoga aur apne dosto ke sath jrur !share kare to milte hai kisi ese hi new post ke sath tab tak ke liye jai hind jai bharat