Free Hosting Aur Free Domain Ke Kya Nuksan Hai

Posted on the 12 October 2020 by Technoharyana

hello dosto aaj hm baat karege ki free hosting aur domain name ke kya nuksan hai ! agar aap inn me se kisi bhi chij ko use karte ho to ye article jrur padh lena ki ! ye apke blog ke liye thik hai ya nhi

namskar dosto mera naam rajat garhwal aur app sabhi ka swagaat karte hai ! hmare iss blog par yaha par hm blogging se judi jankari share karte rhete hai ! agar aap unhe miss nhi karna chahte ho to hamare telegram channel ko join kare ! link apko niche follow buttons par milega

Agar aap inko use karte hai to apke blog ko bahut se nuksan ho sakte hai ! bas inka ek hi fayda hai ki aap inhe demo ke liye use kar sakte hai agar aap in par ! permantely kaam karna chahte ho to apke liye bilkul bhi thik nhi hai ! free domain ho ya free hosting ho

Kyuki google search engine inko priortiy nhi deta hai to ab phele baat karte hai ! ki free domain name ke kya kya nuksan hai

Free Domain Name Ke Kya Kya Nuksan Hai

free domin name ka ek to bada nuksan ye hai ki ! apke domain authority jo hai wo bahut low hogi yani ki apki jo domain authority hai ! wo bahut dheere dheere increase hogi auro ke mukable

yadhi aap chahte ho ki main blog se paise kmau aur ek achi earning generate karu to aap uske liye eligible nhi ho ! paoge kyu ki google adsense se apko approval nhi milega aur aap ye to dimag se nikal dena ! ki main other ads network se paise kma lunga

ye do ho gye iske major factor aur na koi blogger apke sath backlinks exchange karega na apke ! blog par visitors aaye ge kyuki wo koi target country ke nhi hoge

ek aur baat dosto starting me ye apke liye bilkul free hai lekin jab app inko renew karwoge to ! as compare to other domains ye jyada coastly hoge aap ye chij check bhi kar sakte hai ! kisi bhi site se jo ki free mein domain provide kar rhi hai

to main apko yhi suggest karna chahta hu ki aap free domain ka use na kare isko aap demo ke liye rakh sakte ! ho jis par apko jyada kuch kaam nhi karna hota hai
ab badte hai apne next point ki traf jo ki hai free web hosting

Free Hosting Ke Kya Nuksan Hai

dosto free hosting me bhi bahut se disadvantageses hai jo ki apko lene se phele pta hona chaiye agar aap ! ek acha domain le lete ho aur hosting free ki leli to aap ye smjh lena ki domain ke paise jo hai wo apke liye waste ho jayege

ab apko btate hai iske disadvantages kya nuksan hai free web hosting ke jab apki site ya blog grow karne lag jayega ! tab wo company apke blog ko monitor karne lag jayegi

Bahut se bugs aane lag jayege

Aur har din koi na koi problem ko face karna padega aur aap apne blog ko grow nhi kar paoge

Conclusion

to dosto last mein apko yhi suggest karuga ki aap free ke chakar me na pade chaye wo hosting ! ho chaye domain name ho isko apko 1% bhi fayda nhi hai nuskan hi nuksan hai ! yadhi aap ye soch rhe hai ki aap free hosting aur free ka domain leke main ek achi earning kar pauga to mere ko nhi lagta ki aap kar paoge

yhi the free hosting ke nuksan aur free domain name ke nuksan

kyuki mane aaj tak ek esi site ya blog nhi dekha hai ki wo free ki hosting aur free domain ke ! sath earning kar rha ho umeed karte hai ki apko hmara ye post acha lga hoga aur koi ! apka dost ye galti kar rha ho to bta dena ya ye post share kar sakte hai to milte hai apko !ese hi kisi ache post ke sath tab tak ke liye jai hind jai bharat