Hello dosto aaj hm baat karege ki aap ! apne pc ya mobile mein English keyboard se hindi mein typing kaise kare isko hm ! puri detail mein janege to hmare sath bane rahiye aur dhyan se padhe iss post ko ! agar aap apna post hindi mein likhna chahte hai aur apko acha koi keyboard mil nhi ! rha hai jo ki aap English keyboard par type karo aur hindi mein convert hota jaye ! apne aap wo aaj hm jaanege to chaliye aaj ka article start karte hai
Namskar dosto mera naam rajat garhwal aur aap sabhi ka hmare blog par swagaat hai agar aap pheli baar aaye hai to bta ! du ki yaha par hm tech aur blogging se judi janakri share karte rhete hai agar aap ! unhe miss nhi karna chahte to hmare telegram channel ko join kare
Dosto bahut baar kya hota hai ki apki ! typing speed jo hai wo English wale keyboard par achi hoti hai aur hindi keyboard par ! apko type karne mein problem hoti hai aur app ek article likh ne mein time lga dete ! ho ya aap kisi aur kaam ke liye use karte ho to uske liye aap English keyboard ko! hindi keyboard mein convert karna chahte ho
Dosto phele hm pc ke bare mein baat karege fhir apko phone ke liye btayege
Computer Mein Hindi Typing Kaise Kare
Dosto ab hm apko ek tool dene ja rhe hai ! jiski madat se aap hindi mein likh paoge ye dono ke liye jis ke pass 32bit version ka ! pc ya laptop ho ya fhir aap 64bit ka laptop ya pc hai dono ke liye hai
32 bit software type 64 bit software typeIn mein se apke pass jonsa bhi software ! hai uske liye aap download kar sakte hai agar apko nhi pta hai ki apko nhi pta ki ! apka system konse bit ka to apko kya karna hai
PC/Laptop Ka System Type Kaise Pta Kare
Dosto agar apko nhi pta hai ki apka konse type ka ! system hai to ab apko btate hai ki kaise pta kare ki apka system 32bit ka ya 64bit ka ! to apko kya karna hai apne pc ke control panel par jana hai aur wha par apko system karke ek option show hoga
To iss par click karna hai apke system ke ! bare mein sab kuch aa jayega ram wagera konse type ka apka system hai ye sab jaisa ! aap iss screenshot mein dekh sakte hai
Ese karke aap apne system ka type check ! kar sakte hai ki apka pc ya laptop konse type ka hai ab aap isse download kar sakte hai
Kaise Use Kare
To main baat aati hai ki aap jab isko ! download kar lete ho to apko pta nhi hota hai ki ab isko hindi mein kaise convert kare to ! iski main apko shortcut key bhi bta deta hu aur wase bhi bta deta hu
Shortcut key language change karne ki – apko kya karna hai ki alt+shift press karna hai ye automatic change ho jayega ye ! to tha shortcut tarika aur iska dusra aur tarika jo ki apko manually karna hoga wo ! kaise hai wo bhi dekh le apke desktop ki screen par niche ki traf taskbar par right ! side mein jaha par time hota hai wha apke keyboard ka type show hoga jaisa aap ! iss screenshot mein dekh sakte
Iss par apko click karna hai aur uss keyboard ko select kar lena hai jo apne download kiya hai
Phone Mein English Keyboard Mein Hindi Typing Kaise Kare
Sab se phele apko kya karna hai apne play store par jana ! hai agar apne playstore ki id nhi bnayi hui to aap ye article read kar sakte hai
To dosto play store ko open kar lena! hai aur desh hindi keyboard karke apko search karna hai jaisa aap iss screenshot! mein dekh bhi sakte hai
Ye apko download karna hai jaise hi ! aap isko download kar lete ho to apko open karna hai aur iss keyboard ko apne ! keyboard par set karna hoga open karte hi apko ye kuch terms follow karne ko bolge ! to wo apko follow karte rhena hai fhir apka ye keyboard set ho jayega ab btate ! hai ki isko use kaise karna hai
Iss keyboard Ko Use Kaise Kare
Jaisa aap iss screenshot mein dekh ! sakte hai ki apka keyboard jo hai iss parkar ka show hoga to apko ye hindi mein a likha aa rha hai iss par click karna hai jaise hi aap click karte hai to ye green ho jayega ! to fhir aap kuch bhi type karege to wo hindi mein show hoga
Conclusion
To bas dosto aaj ke liye itna hi umeed karte hai ki apko hmara article pasand aaya hoga jisme hamne apko btaya ki English keyboard se hindi typing kaise kare agar apko koi problem aaye kuch smjhne mein to aap hme comment karke puch sakte hai
Aur comment karke ye bhi btaye ki ye apke liye useful hai ya nhi aur apne dosto ke sath share jrur kare taki unko bhi koi problem na ho ye aap koi letter type karna hai hindi mein ya koi exam tyar karna hai uske liye bhi use kar sakte hai to bas dosto aaj ke liye itna hi to milte hai next topic ke sath tab tak ke liye jai hind jai bharat