Copyright Free Video Download Kaise Kare

Posted on the 02 January 2021 by Technoharyana

Hello dosto aaj hm apne article mein jange ki ! copyright free video download kaise kare youtube se ya kisi aur website se ! dono tarike btauga phele to btauga ki aap youtube se copyright free video kaise download kare ! aur royalty website se copyright free video kaise download kare aur konsi website copyright free hai

Dosto aaj ke time mein hm apne channel aur blog ! ya kuch aur kaam ke liye video upload kar rhe hai to hme uske liye copyright free videos ! ka use karna hota hai kyu ki hm kisi aur ki video le lete hai to hme wo copyright ka ! strike de sakta hai to dosto iske liye hm apni videos aur blog ke undar copyright free videos ! ka use karte hai

To dosto aaj hm apne article mein ! youtube se copyright free videos download kaise kare aur ! copyright free website se videos download kaise kare ye sab hm apne article ! mein janege to chaliye dosto aaj ka article start karte hai apka time waste na karte hue

Copyright Free Videos Download Kaise Kare Youtube Se

To dosto iske liye apko dosto koi app wagera use ! nhi karna hai sabse phele apko kya karna hai ki youtube ko open karna hai aur jo bhi ! clip apko lagni hai apni video mein to jaise apne search kiya funny videos

To yaha par apko side mein ye filter ka option show hoga iss par apko click karna hai

Jaise hi aap iss par click karte ho to apko ! ek option show hoga creative commons ka uss par click karna hai

Aur jo bhi apke samne result show hoge wo sabhi videos ! copyright free videos hogi to ese karke aap copyright free videos dhund sakte ho aur ! agar apko youtube se video download karni nhi aati hai to ye article read kar sakte hai

Youtube Se Video Download Kaise Kare

To ese dosot aap copyright free videos download kar sakte hai ! youtube par ab baat karte hai copyright free site se videos download kaise kare

Copyright Free Videos Website

  1. Pixabay
  2. Shutterstock
  3. Pexels
  4. Coverr
  5. Videvo
  6. Mazwai

To in website se aap videos download kar sakte hai ! ek website mein se apko bta bhi deta hu sabhi ka same interface hai

Pexels Website Se Copyright Free Videos Download Kaise Kare

To dosto sabse phele apko google par jake search karna hai ! pexels jaise hi apke samne bahut si site open ho jayegi bahut se result show hoge ! to usme se apko first wali website par click karna hai

Jaise hi aap iske upar click karte hai to apke ! samne pexels website open ho jayegi fhir apko kuch bhi search karna hai jaise ! football search kiya to apke samne kuch result show hoge wo sabhi photos hogi to ! apko upar ki traf se tab show hoge to isme se apko videos wale par click kar dena hai

To jo bhi video download karni hai uss par click karna hai fhir apko upar ki traf free download ka option show hoga uss par click karna hai fhir apki video download ho jayegi uske baad aap jaha lgana chahte ho wha use place kar sakte hai

Conclusion

To bas dosto aaj ke liye bas itna hi umeed karte hai ! ki apko hmara article pasand aaya hoga jisme hamne apko btaya ki ! copyright free video download kaise kare agar kuch problem aaye to comment section mein puch sakte ho ! jaldi hi apka jwab diya jayega apne dosto ke sath share jarur kare to hm apko milege ! ese hi kisi new article ke sath tab tak ke liye jai hind jai bharat