Blog Post Mein Youtube Video Embed Kaise Kare

Posted on the 05 December 2020 by Technoharyana

Hello dosto aaj hm jange youtube video embed kaise kare ye aaj hm apne article mein jange dono platform ki baat karege phele to blogger mein btayege ki blogger mein video embed kaise kare aur baad mein wordprees mein btayege ki video embed kaise kare dono ko ek ek karke jange to chaliye aaj ka article start karte hai

Namskar dosto mera naam rajat garhwal aur aap sabhi ka hmare blog par swagaat hai agar aap pheli baar aaye hai to bta du ki yaha par hm blogging se judi jankari share karte rhete hai agar aap unhe miss nhi karna chahte to hamare telegram channel ko join kar sakte hai

Dosto bahut baar kya hota hai ki hm chahte hai ki article ko acha bnane ke liye hm usme video daal dete hai lekin agar aap wase karke video dalte hai to youtube 8mb ki file size se jyada ki video upload kar nhi sakte aur rhi baat wordpress ki to usme apke hosting ke storage ki storage full ho jayegi to uske liye ek kaam kar sakte hai ki hm blog ke undar video embed kar sakte hai jo ki kuch hi kb ki storage leta hai wo chaye blogger mein ho ya wordpress mein aur kitni bhi lambi video ho

Blog Mein Video Embed Kaise Kare

To dosto chaliye dosto sabse phele hm jange ki blogger mein aap kaise kar sakte hai aur baad mein wordpress mein batye ge to chaliye start karte hai

Blogger Mein Youtube Video Embed Kaise Kare

  • Sabse phele apko youtube open karna hai
  • Chrome browser mein
  • Aur jo video apko dalni hai blog post mein
  • Usko search kar le ya fhir aap apne channel ki your video mein jake wo video dekh le
  • Aur usko play karni hai
  • Jaise hi video play hoti hai wha apko share ka option show hoga
  • Share par click kare
  • Wha apko embed ka option show hoga
  • Uss par click karna hai
  • Wha par apko source code show hoga
  • Usko copy kar lena hai
  • Aur fhir apko apne post mein aana hai
  • Fhir usko html viewr par click kar lena hai
  • To uss post ka source code open ho jayega
  • Iss pencil par click karna hai aur html ka option hoga
  • To source code open ho jayega
  • Aur wo code copy kiya hai usko jaha par paste karna hai
  • Paste kar dena hai
  • aur wapis usko compose view par click kar dena
  • jah par apne code paste karag hoga wha apko video show hogi

To ese karke aap blogger ke undar video ko embed kar sakte hai

WordPress Mein Video Embed Kaise Kare

  • To sabse phele apko kya karna hai
  • Apno phone ke browser ke undar
  • Youtube open karna hai
  • Aur jo bhi video apko place karni hai embed karni hai
  • Usko play karo
  • Aur wha apko share ka button show hoga
  • Uss par click karo
  • Wha par apko embed ka option show hoga
  • Jaise hi aap embed par click karoge to apko ek code open hoga
  • Usko apko copy kar lena hai
  • Aur simple apko apne post mein aana hai
  • Wha par apko teen dot show hogi upar ki traf uss par click karna hai
  • Code editor karke ek option hoga uss par click karna hai
  • To apke post ka source code open ho jayega
  • Jha par apko wo video lgani hai usko lga dei hai
  • Aur wapis teen dot par click karna hai aur
  • Visual editor par click kar dena hai

To ese karke apki video show hogi to ese karke aap wordpress ke undar video embed kar sakte hai

Conclusion

To bas dosto aaj ke liye bas itna hi umeed karte hai ki apko hmara article pasand aaya hoga jisme hamne apko btaya ki youtube video embed kaise kare to aur kuch problem aaye to hame comment section mein puch sakte hai apne dosto ke sath share jarur karke iss useful article ko aur milte hai ese hi kisi new post ke sath tab tak ke liye jai hind jai bharat