Blog post ko rank kaise kare aaj hm ! ye janege iss article mein apko btaye ge ki keyword research article se phele kaise kare ! aur uss par article kaise likhe kya kare kis time publish kare publish karne ke baad kya kare aur ! kab uss post ke liye backlinks banye taki apka post google search engine ke ! first page mein rank kare to chaliye aaj ka article start karte hai
To dosto sab chahte hai ki unke blog par organic traffic aaye ! aur apke blog ki authority high ho aur apki alexa rank increase ho aur apki ! earning increase ho apko sponserd post mile uss se ache earning kar paye organic traffic ! tabhi aaye ga jab apka post google ke first page mein rank ho tabhi apke ! blog par traffic aane ki probability increase hogi
Wo kab hogi jab apko post likhne ka pta hoga kya karna ! hai ek baat bta du ki ye mera khud ka experience hai dosto mai koi kisi ka copy ! nhi kar rha to apko ye ek dum original content milega isme apko kisi ka dusre ka ! ek percent bhi copy nhi milega to chaliye ab article start karte hai
Google Search Console Mein Site Add Kare
To dosto sab se phele apka step kya hota hai ki jab ! bhi aap blog bante hai to apka first kaam yhi hota hai ki usko google search console ! mein site submit ho ye kya hota hai aur kyu jaruri hai to apko ek line mein bta ! deta hu ki google search console ki madat se hi apka blog jo hai google search engine ! mein add hoga agar aap ye kaam nhi karte hai
To apka blog google search engine mein add nhi hoga aur na ! apke post google search engine mein add hoga agar aap ek new blogger hai to ! sabse phele apko ye kaam karna hai google search console mein apne blog ko submit ! karna hai agar apko ye chij nhi pata hai to hamne iske upar article likh rakha hai ! wo check kar sakte hai
Google search console mein site kaise add kare
Ye tha apka phela kaam agar apne add kar rakha ! hai dubara apko site ko submit karne ki jarurt nhi hai ab chalte hai next step ki traf
Perfect Keyword Research Karna Article Likhne Se Phele
Dosto jab bhi aap article likhne ki soch rhe hai ki ! apne socha ki on page seo ke upar article likhna chahta hu to apko iske regarding keyword research karna hai ! to apko iske liye google keyword planner ki jarurt padegi ye keyword research tools hai ! jo ki apko madat karega ki kitne log uss keyword ko search kar rhe hai to ! apko yhi suggest karuga ki aap ek agar new blogger hai ! to aap jitna ho sake starting mein long tail keyword ko target kare
Google keyword planner se keyword research kaise kare
Ye article read karke aap keyword find kar sakte hai ! google keyword planner se to jab aap ek perfect keyword research kar lete ho to ab ! apko kya karna hai to chaliye next step btate hai itna karne ke baad kya karna hai
Article Ke Title Ko SEO Optimization Karna Hai
Iska mtalb kya hai ki dosto jo bhi apne keyword find kiya article likhne ! se phele to wo aap article ke title mein add kare jabhi apko btaya ki article likhne se ! phele aap ek keyword find karo wo iss liye ki jab aap title likho article ka to usme wo ! add kar sako maan lijiye apne keyword find kiya ki on page seo kaise kare to iss ! chij ko apne article mein add karna hai kuch add karke on page seo kaise kare full guide apne likh diya to ye apka article ka title seo optimization ho gya hai ki ! apne usme apne focus keyword ko add kiya hai iske bare ! mein aap detail mein read kar sakte hai
Article ka title seo optimization kaise kare
SEO Optimization Kare Article Ka
Jab aap article ke title ka seo optimization kar lete hai ! ab aata hai article ka seo karna hai to dosto jab aap article ka seo kar rhe hai ! usko bolte hai on page seo to ye apke liye bahut jaruri hai ki apne article mein linking ! kar rakhi hai ya nhi apne focus keyword ko kaha kaha use kiya hai article mein ! focus keyword kitne time repeat kiya hai ye sab hota hai article ke seo mein to ye ! apka karna hai ye kaise karna hai wo hamne iss article mein bta rakha hai
Seo content strategy in hindi
Article ko aap jitna ho sake lamba likhne ki koshish kar ! jab tak apke blog ke post par google ka crawl rhega usme apka fayda hai 800 words ! se kam ka article aap starting mein na likhe
Related Article Ko Use Kare
Jab aap article likh rhe ho to usme apko bich bich mein ! apko apne hi article ka link dena hai jaise mai de rha hu ek post ko dusre post ke sath ! connect karna iss se apke blog ka bounce rate maintain rhega to dosto ese kare ! apne har article mein ab chalte hai next step ki traf
Publish Time Apka Same Hona Chaiye
Apko apne article publish karne ka time fix karna hoga agar aap ! har roj subhe post karte ho to apko ussi time ko follow karna hai wo kyu karna hai ! ! uska reason bta deta hu ki google ke algorithum ko pata chal jayega ki apka blog ! kis time update hota hai aur uski wajhe se apka post google search engine mein ! jaldi se index hoga to apko apne fix time mein post ko publish karna hai
Sitemap Generate Karna Hai
Jab bhi aap apne post ko publish kar dete ho to apko google search console mein jake post ka sitemap generate karna hai ye apko har ! post karne ke bad karna hai jab bhi aap post ko publish karte ho to usse agla step ! apka post ka sitemap generate karna hona chaiye to google search console mein jake ! sitemap generate karna hai wo kaise karna hai wo bhi apko bta dete hai wase ! hamne ye google search console wale post mein bta diya tha lekin apko dete hai
Sabse phele apko kya karna hai google search console ! mein jana hai aur wha apko apni site ki property open karni hai aur wha apko ! left side mein index ke bar mein apko sitemap ka option milega uss par click karna hai
To iss par click karna hai uske bad apko kuch type karne ke ! liye bolege to usme apko kya type karna hai ki sitemap.xml ye likh ke apko submit ! par click kar dena hai submit hone ka apke pass ek message aaye ga to apko ! uss par got it par click kar dena hai
2 Ya 3 Din Rukiye
Ye kyu rukna hai ki jab google search engine apke post ko ! crawl kar lega to uss post se related kuch apko keyword mil jayege ! google search console mein to uska kya karna hai wo aage hm janege to apko ye ! karna hai to wo kaise apko check karna hai ki uss post se related apko keyword kaise ! milege bas apko kuch nhi karna hai apko sirf post ko share karna hai backlinks ! wagera kuch nhi bana hai google search engine ko apka post ache se crawl karne do
Google Search Console Se Keyword Kaise Find Kare
To iske liye apko kya karna hoga ki ! google search console mien jana hai aur wha par apko left side mein 3 ya 4th number ! pe apko performance ka option show hoga uss par click karna hai to usme apki site ! ki puri performance show ho jayegi agar apka blog abhi naya hai to ye apka show nhi ! hoga kuch time wait karo article likho wha apko kuch keyword milege to uske upar ! apko page ka option show hoga quires ke side mein
iss par click karna hai jo apka new post hai usko find karna hai aur uss par click karna hai to uski performance open ho jayegi apke samen to uski side mein quires ka option show hoga baad mein uss par click karna hai fhir apke samne uss article ke keyword open ho jayege
To yaha apko ek traf apko keyword show hoge aur ! last mein apko keyword ki position show hogi to isme se jis keyword par jayad traf hai uss ko apko pick karna hai
Inn Keyword Ke Backlinks Banaye
To isme jis keyword par traffic jayad hai to ! uss par apko kya karna hai ki uss par apko backlinks create karna hai dusri ki site par ! guest post kare aur anchor text aap iss keyword ko de sakte hai ki bhai mujhe iss ! keyword par backlinks de dijiye to unn keyword par achi achi site par backlinks create karne hai
To ye kuch point the jiski madat se aap blog post ko rank karwa sakte hai
Conclusion
To bas dosto aaj ke liye bas itna hi umeed karte hai ki ! apko hamara article pasand aaya hoga ki jisme hamne ! apko btaya ki blog post ko rank kaise karwaye kuch puchna ho ya aur kuch problem ho to comment section ! mein puch sakte hai aur apne dosto ke sath share jarur kare milte hai ese hi kisi ! new post ke sath tab tak ke liye jai hind jai bharat