hello dosto aaj hm baat karege ki kaise aap apne blog ki speed kaise increase kare ! phele hm baat karege ki blogger ki speed kaise increase kare ge ! aur baad me baat karege ki aap wordpress site ki increase kaise kar sakte hai to chaliye aaj ka topic start karte hai
Namskar dosto mera naam rajat garhwal hai ! aap pheli baar aaye hai to mai apko bta du ki yaha hm blogging se judi jankari share karte rhete hai ! dosto puri kooshish karege ki apke ache se smjha payege to chalo suru kare aaj ka article
Agar aap ke blog ki speed low hogi to apke blog ke liye ye bahut bada nuksan hai ! yadhi aap ek new blogger hai to kyoki sabse phele agar aapne acha keyword use kiya ! lekin wo open hone me time lagega to apke user par negative aasar padega ! aur apka seo bhi bad category me jayega kyoki jab apki site load hone me time legi to google apki site ko crawl karne mein problem hogi
To aap apne website ki speed ko increase rakhna bahut jaruri hai ! to chaliye apko btate hai ki blogger blog ki speed kaise increase kare kyoki dosto agar aap ! wordpress use karte hai to usme apko koi problem nhi hogi
Blogger Blog Ki Speed Kaise Increase Kare
Jaise dosto wordpress me to plugin hote hai ! jo ki site ki speed increase kar sakte hai lekin esa blogger me nhi hai to apko isme kya karna hai ! apko ek to unused javascript aur css files ko remove karna hai ! jis se apka kuch time km ho jayega ye kaise karna hai wo mane apni ek video me btaya hua hai niche di hai wo jake deko ! ek to apko ye karna hai ki apko unused javascript aur css file ko remove karna hai
Unused Javascript Aur CSS File ko kaise Remove kare
sabse phele apko kya karna hai apne ek window me blog ko kholna hai ! dusri window me page speed insights ko open karna hai ! to apko apne blog ki speed check karni hai page speed insights mein jaise hi apka blog pura crawl ho jata hai ! to wha apko unused remove unjavascript aur css file ka option milega uspe click karna hai !
aur apko blog wali window me kya karna hai ! theme ke section me jana hai aur wha apko edit html milega uss par click karna hai ! fhir apka theme ka code open ho jayega to apko ctrl+f karna hai aur jo ye red box me apko wo search karna hai ! jaise hi ye aate hai to unko remove kar dena hai apni theme me se
fhir apko ye code remove karna hoga ye kaha tak remove karna hai wo iss video me dekho
to ese karke aap unused javascript aur css file ko remove kar sakte hai ye to ho gya ek point iss se kar sakte hai ! aur dusra apko karna hai wo agle point me read karo yrr
Blog Mein Image Ka Size Kitna Rakhe
dosto aap apne blog ke undar jo bhi picture add karte ho wo kam size ka rakhe ! yadhi aap apna blog wordpress pe hai to aap kam rakho ge to shi hoga kyoki wo apki hosting mein space jyada lega ! aur dusra iska nuksan ye hai ki apki image load hone me time lega to apke blog ki speed kam ho jayegi ! to apko apni image ka size jyada se jyada 100kb ka lo
iss se jyada ki image aap apne blog mein add na kare ! ek ye ki aap apne blog mein kam size ki image ko add karo ! ye do kaam apne blog ke liye kar sakte hai jo blogger use karte hai ab chaliye btate hai jo wordpress par jisne blog bna rakha hai
WordPress Site Ki Speed Kaise Increase Kare
dosto wase to jo wordpress use karte hai unko bahut se plugin mil jayege ! jis se aap apne blog ki speed increase kar sakte hai ! yha mai apko cache plugin se btauga agar apne koi sa bhi cache remove plugin download kar rakha hai to use rhene do ! aap wo kar sakte hai jo mane uppar btaya hai ! ki how to remove unused javascript files and css files ! aur jinhone koi bhi plugin use nhi kiya hai abhi tak speed increase krne ka wo aage read kare !
aaj hm swift performance lite plugin ki baat karege jiski madat se aap apne blog ki speed increase kar sakte hai ! to chaliye ab iski baat karte hai ki aap iski ! mdat se kya kya kar sakte hai kya kya iski settings hai
SwiftPerformance Lite Plugin Kya Hai
Swift performance ek esa plugin hai jo ki apke blog ki speed ko increase kar deta hai ! wo kaise ki jo apki file hota hai unko sort kar deta hai ! size mein minify kar deta hai apki css ko javascript files ko ! apki images ko aur bahut se features hai isme
Swift Performance Lite Plugin Ko Download Kaise Kare
Iss plugin ko simple se download kar sakte hai apko plugin me jaana hai ! aur search karna swift performance lite aur ! iska jo logo wo mein apko dikha deta hu ki kahi aap glat download na kar ! lo niche screenshot me dekh sakte hai iska logo
ye iska logo glat na download kar lo iss liye apko ye dikaya hai ! ab btate hai iski apko setting ki kya kya iski settings honi chiaye
Swift Performance Lite Plugin Ki Settings kaise kare
ye apko koi alag se nhi milega ! apne installed plugin mein jana hai wha isko dhundna hai aur settings pe click karna hai ! fhir apke samne swift performance lite plugin ka dashboard aa jayega ! wha apko starting me general ka option aaye ga ! usme apko tweaks ko select karna hai aur kya kya select karna hai ! wo iss screenshot main dekh sakte hai
aur jo time apko show ho rha hai usme apko 1 week select karna hai ! aur jo ye do option hai unko tick kar lena apko
next option aata hai isme apka
Google Analytics Code In Swift Performance Plugin
ye ek esa features jisme aap sidha apne google analytics code sidha lga sakte hai ! ye kya karta hai bahut si theme mein apko google analytics code ka ! html lagana hota hai to wo apke theme ki speed ko ! low kar deta hai to aap iski madat se aap sidha code daal sakte hai
Media Option In Swift Performance Lite Plugin
Iss mein apko apni image ki size ka option milta hai ! yaha apko inline small image ko tick karna hai ! fhir ussi ke niche uski limit aayegi usme aap 1000 select kare fhir ! 2 option chod ke lazyload ka option milega ! usko select karna hai aur last option ko ! select karna inline lazy load image media main apko bas itna hi karna hai
Optimization Option In Swift Performance Lite Plugin
yaha apko 4option ko select karna hai jo ki iss ! screenshot mein diye hai
ye thi general ke option fhir aata hai issi me scripts ka option usme kya kya karna hai wo bhi dekh li jiyega
- Merge Scripts
- Separate Scripts
- Minify Javascript
ye teen option ko select karna hai ! baad mein aa jata hai caching ka option jisme apko kya karna hai ! last step hai jo ki iss article ka blog ki speed kaise increase kare in hindi
Caching Option In Swift Performance Plugin
caching option mein apko kuch nhi karna hai ! simple apko enable caching karna hai aur 404 page ka option aayega usko select karna hai ! bas ye step karne the iss plugin pata hai ki jyada step hai lekin apke blog ki speed achi ho jayegi
Last Thought
to bas dosto aaj ke liye itna hi umeed karte hai ki ! hamra article pasand aaya hoga apko agar pasand aaya ho to comment karke jrur btaye aur hmre article padhne ke liye ! iss bell ko jrur on kar le taki hm koi bhi new article dale to apko pata ! chal jaye aur next post hoga hamar ye jaan ke liye telegram channel ko join kare ! aaj ka post acha laga ho to dosto ke sath share ! kare aur unnhe btaye ki hmen aaj btaya hai ki wordpress site ki speed kaise increase kare aur blogger blog ki speed kaise increase kare ! to bas aaj ke liye itna hi milte hai ese hi kisi topic ke sath tab tak ke liye jai hind jai bharat