Blog Ke Liye Backlinks Kaise Check Kare

Posted on the 06 November 2020 by Technoharyana

Hello dosto aaj baat karege ki backlinks kaise check kare ki! apko pta chale ki apke blog ko kitne backlinks mile hai! jis mein se kitne dofollow hai aur kitne nofollow backlinks hai to ye sab aaj hm! janege aur apko kuch smjh na aaye to aap comment mein puch sakte hai to chaliye! aaj ka topic start karte hai

Namskar dosto mera naam rajat garhwal aur aap sabhi ka !hmare blog par swagaat karte hai yaha par hm blogging se judi jankari share karte! rhete hai agar aap wo miss nhi karna chahte to hmare ! telegram channel ko join kare

Backlinks apke blog ke liye! hona bahut jruri hai ye apki alexa rank improve karke deta hai aur apke blog ki authority high! karta hai aur bahut se factors hai jo sab backlinks ke upar depend karta hai jaise ! jaise aap apne blog ke liye backlinks bante rho ge wase wase apka ! off page seo increase hota rhega

Alexa rank kya hai aur kaise increase kare puri jankari

Yaha tak apke blog ko google ke first page me rank! karwana bhi backlinks ka kmal hota hai tab jake apka blog google ke first page me! rank karega to chaliye ab apko btate hai ki kaise check kare

Blog Ke Liye Backlinks Kaise Check Kare

Sabse phele kya karna hai apko pc/laptop ya! phone me browser open kar lena hai aur wha par ahrefs karke search karna hai fhir! apke samne ahrefs ki site open ho jayegi  aur scroll karke niche aana hai

Bilkul niche aate hi apko ek colum dikhega free tools ka! jo ki aap upar photo mein bhi dekh sakte hai aur iss par click karna hai! backlink checker fhir ye new tab me open ho jayega jiska interface !hoga iss parkar

Yaha par apko apna domain name dalna hai yani ki apke blog ka url yaha dalna hai aur check backlinks! par click karna hai aur reCAPTCHA ! fill karna hai fhir apke backlinks aa jayege dekhiye! niche screenshot mein

Ese apke samne backlinks aa jayege ab apko btate hai ki ye teen kya kya hai aur domain rating ka mtlab hota !hai ki apne domain ka rate kya hai ye 100 tak hote hai ye ahrefs rating karta hai uske! backlinks ko dekh ke aur jo bich me hai wo hai backlinks yani ki apke blog ke! total kitne backlinks hai aur 74% dofollow hai inn backlinks mein se aur! 3 number par 143 referring domain inka mtalb ye hota hai ki apke blog ko kitne blog! refer kar rhe hai ye hota hai referring domain

Ese karke aap apne blog ke backlinks check kar sakte hai

Best 3 backlinks checker tools

Ab apko btaye ge ki kon kon se best backlinks checker tools hai ye to mane upar btaya wo to tha ahref ke liye jo ye process hai wo ahrefs ke liye hai

  1. Ahrefs
  2. Small seo tools
  3. Seoreviewtools

Conclusion

To bas dosto aaj ke liye itna hi umeed karte hai ki apko hmara article pasand aaya hoga! jisme hamne apko btaya ki backlinks kaise check kare ye sab hamne jana pasand aaye! to apne dosto ke sath share kare aur comment section mein aap kuch puchna chahte! ho to bta sakte ho ! to milte hai next topic ke sath tab tak ke liye jai hind jai bharat