hello dosto aaj ke iss article me baat karege ki aap blog kaise banaye 2021 mein aaj hm puri detail ! me baat karege ki aap kis tarhe blog bna sakte hai kya kya jruri hai !ek blog ke liye jo jruri hota hai ek blog ke liye
namaskar dosto mera naam rajat aur aap sabhi ka swagat karta hu ek new post ke undar agar aap hmare blog par naye hai ! to mein apko bta du ki yaha par hmm blogging se judi jankari karte rhete hai ! agar wo aap miss nhi karna chahte to hmare telegram channel ko join kare
wase blog wo hota hai ki jaha par aap apne ideas share karte hai ek dusre ke sath jis chij ki apko knowleadge wo share karte hai ! aur jis se apko badle mein paise milte hai to bahut se blogger ye soch ke blog bnate ! hai ki hm ache paise kma paye jaha par aap ye article read kar rhe ! ho ye bhi ek blog hai
Blog Kya Hai? (What is blog?)
Jaise mane apko upar bta diya ki aap apne ideas logo ke sath share karte hai ! lekin use blog nhi khete jis platform par aap apne ideas share kar rhe hai ! uss platform ko blog khete hai ismo apko thoda bahut technology ke baare mein pta hona chaiye ! lekin aaj ke time wo bhi aasan hai agar aap blog ke baare me search karoge ! to apko bahut si chije samne aayegi wha se aap sikh bhi sakte hai aur ! aap hmare blog par bhi sikh sakte ho yaha par apko judi sabhi tarhe ki knowleadge milegi
Blogging Ke Liye Best Platform
dosto aaj ke time mein sirf do ese platform hai jo ki ! apne india me famous hai aur jaha se aap aasani ke sath blog bna sakte ho
Best Blogging Platform In India
⦁ Blogger
⦁ WordPress
ye do platform hai jaha se aap blogging kar sakte hai ! lekin isme bhi kuch difference hai to aap check kare ki wo difference kya hai ! aur unn me se apko kya kya pta hai tabhi aap in mein se ek choose kare
Blogger Aur WordPress Mein Kya Difference Hai?
1.Blogger
- Phele hm baat karege blogger ke baare mein
- Blogger ke liye apko kuch bhi purchase karne ki jrurt nhi hai yaha pr aap blog free mein bna sakte hai
- Ek new blogger ke liye thik hai
- simple options hai
- yaha par aap ache se smjh paoge blogging ke baare me
agar apko blogging ka kuch bhi nhi pta hai to main apko yhi suggest karuga ki ! iske upar hi blog bnao kyuki dosto starting mein blogging mein invest karna ! thik nhi hai iske bahut se karan hai
ki aap ek perfect topic na choose kar pao aur uss par article na likh pao ! to apko band karna pad jaye fhir apke paise jo hai ! wo return nhi hoge to ek topic aur ek platform dono shi choose karne padege ! taki apko koi problem na aaye
ab baat karte hai wordpress ke baar mein
2.Wordpress
iske liye apka jo budget 3000 se 5000 hona chiaye tabhi iske upar aap apna blog bna sakte hai kyu ki isme apko kuch chijo ki jrurt hoti hai ! ek apka domain aur ek hosting domain to milega yaha par bhi apko free mein ! lekin uski koi value nhi hogi kyuki yaha se apko google adsense se approval nhi milega ! google adsense ka mtlab hai ki apke paise aane start nhi hoge ye jaan na hai ! pura ki google adsense kya hai kaise kaam karta hai to iss link par click kare
- iske liye apko kya kya jrurt hai
- domain lena padega
- hosting leni padegi (web hosting kya hai kitne parkaar ki hoti hai)
- thodi knowleadge blogging ke baare mein
- iss se aap apne blog ko achi look de sakte hai
- isme apko ek achi theme purchase karni padegi
BEST DOMAIN NAME SITE
- Godaddy
- Bigrock
- Hostinger
Godaddy se domain name kaise kharide
BEST HOSTING SITES FOR BLOG
- Godaddy
- Hostinger
- Bluehost
- A2 Hosting
- Site Ground
ye sabhi coastly hosting hai agar aap ek achi aur sasti hosting ! lena chahte ho to ye article read karo jo niche diya hua hai
Cheap hosting site for blog
Ye to ho gyi platform ki baat jaha se aap blogging kar sakte hai
Blogger Par Blog Kaise Banaye
Ki aap free me blog kaise bna sakte ho blogger par kya kya apko dhyan me rakhna hai ! to chaliye ab aage badte hai sabse phele apko kya karna hai ki apko blogger.com ki site ! par jana hai jaha se aap blog bnaoge to sabse phele aaye ga apke samne title ka option! jaha par apko apne blog ka naam dalna hai niche screenshot hai usme aap dekh sakte hai
yaha par apko apne blog ka naam dalna hai
fhir aata hai apke pass blog address ka option iska mtlab ! ye hota hai ki dosto ki apka agar ye search kare to apka blog open ho isme apko ! ek baat dhyan me rakhna hai ki jo naam apne blog name yani ki title me diya hai whi ! naam apko apne blog address me jrur dalna hai iska ek fayda hota hai dosto apke ! blog ka seo percentage increase hoti hai niche dekhiye screenshot me esa ! interface aaye ga fhir apko next par click kar dena hai apka blog ready ho jayega
ye to tha dosto ki aap blogger ke undar blog kaise bna sakte hai !fhir apka jo dashboard open ho jayega ye ese karke aap apna blog bna sakte ho
Kuch Jruri Baate Jo Ek Blogger Ko Pta Honi Chaiye
- Apke blog ka naam different ho
- free domian ya hosting na le
- hosting free use nhi karni chaiye iske nuskan hai
- apko ek ache domain ki jrurt hoti hai aur ek achi hosting ki
- blogger mein apko google adsense se approval mil jayega ussi domain ke through lekin isme apko 6month wait karna padega
- lekin ye wordpress mein nhi hoga jab tak aap custom nhi lete apko approval nhi milega
- google adsense ke liye jaldi nhi karni hai
- fake traffic nhi leke aana hai
- khi se bhi apko content ko copy nhi karna hai
- free copyright image ka use karna hai
- ek topic choose karna hai jiske upar aap likh pao
ye kuch baate apko dhyan me rakhni hai jo ki kuch ko pta hoti ! lekin kuch bhaiyo ko nhi to wo starting me hi divert ho jate hai ! jiska unko baad me pta chalta hai
About Post
to dosto aaj ke liye bas itna hi umeed karte hai apko pasand aaya hoga ! jisme hmne apko btaya ki aap blog kaise banaye 2021 mein in hindi agar apko hmara article pasand aaya ! ho to dosto ke sath share jarur kare next article mein btaye ge ki aap apne blog ki basic settings kaise kare ! jo ki apke blog ke liye jruri hai comment karke apne vichar jrur share kare milte hai ! next topic ke sath tab tak ke liye jai hind jai bharat