Baar Baar Theme Change Karne Se Kya Hoga

Posted on the 04 December 2020 by Technoharyana

Hello dosto aaj hm apko btaye ge ki ! agar aap baar baar apni site ke template ya theme change kar rhe ho to kya hoga apko ! fyda hoga ya nuskan hoga ye sab kuch aaj hm apne post mein janege to chaliye ! aaj ka article start karte hai ki apko template/theme change karne se kya hoga

Namskar dosto mera naam rajat garhwal aur aap sabhi ka ! hmare blog par swagaat hai agar aap pheli baar aaye hai to bta du ki yaha par blogging se ! judi jankari share karte rhete hai agar aap hmare article miss nhi karna chahte to ! hmare telegram channel ko join kare

To dosto agar aap soch rhe hai ki mai apni theme ya template ko ! change karuga to apko fayda hoga ye to apne man se nikal do ki apko iska benefit ! milga sirf nuskan hai aur kya nuksan hai wo ab jan lege ek ek kareke jan lete hai

Site Ki Theme Change Karne Se Kya Hoga

Agar aap apni site ke liye theme template har mahine ! change kar rhe ho to dosto ye apko kabhi nhi karna chaye jab aap blog ya site create ! karte ho to ussi time apko ek template choose kar lena chaiye baar baar change karne ! se apko hi nuksan hoga

User Drop Down Ho Jayege

iska mtlab ye hai ki dosto agar aap ! baar baar template change karoge to apke user ko lagega ki wo kisi glat site par aa gya ! hai ab kuch bolege esa bhi hota hai kya sab kuch hota hai ye aap khud check kar ! sakte ho ki jab aap theme change karte ho to apke number of users kam hote hai ! jyada to jaha tak mera ko pta hai to apke user drop down hoge drop down ka mtlab ! ki wo chod chod jayege apki site ko

Apki Site Ka Traffic Kam Hoga

Jaisa mane abhi apko btaya ki apke user ! drop down hoge to simple si baat hai ki traffic bhi kam hogi ye chij to hogi hi to ! iske liye jab aap site bna rhe ho us se phele aap apni site ke liye template ya theme ! choose kar leni chaiye ki apke traffic mein koi difference na aaye

Time Check Karo Apni Theme

Iska mtlab ye hai ki dosto bahut baar kya hota hai ! ki hm jo template ya theme choose to kar lete hai wo dikhne mein to bahut achi ! hoti hai lekin unki jo time speed hai wo bahut khrab hoti hai to agar apke template ! ka time kam hai chaiye wo template simple ho to aap whi choose karo ki jiska ! loading time kam ho dikhne se jyada kuch frak nhi padega bahut se ache template ! mil jayege jo ki time speed bhi acha ho aur dikhne bhi acha ho

Professional blogger template responsive template for blogger

Backup Bna Ke Rakhe

Kabhi aap apne theme ya template ko change ! kar rhe ho to dosto uska backup jarur bna ke rakhe kyu ki bahut baar kya hota hai ki ! aap template to change kar dete hai to usme se bahut baar kya hota hai new post ! publish kiya hai jaise aaj subhe apne koi post publish kiya aur sham ko apne template ! change kar diya aur wo subhe post dala wo miss ho gya to usse aap backup ko upload ! karke wapis la sakte ho to apne blog ka backup bna ke rakhe template change karne se phele

Ranking Down Ho Jati Hai Apke Blog Ki

Bahut baar kya hota hai ki jab aap apne template ko change kar rhe ! hote hai to apke blog ki google search engine mein ranking down hone lag jati hai ! kyu ki iske bahut se factor hote hai ranking ke jisme se theme bhi hoti hai to agar ! aap theme change karoge to apki ranking kuch time ke liye down jayegi ha ye ! permanently nhi jayegi lekin kuch time ke liye to ja sakti hai

Conclusion

To bas dosto ye kuch points the jo ki agar aap baar baar apne ! blog ki theme change karne se kya hoga to umeed karte hai ki apko smjh ! aa gya ho aur kuch aur dimaag mein question ho to comment section mein puch sakte ! ho iss informational article ko apne dosto ek sath share kare to bas ese kisi ! new post ke sath milte hai tab tak ke liye jai hind jai bharat