Hello dosto aaj hm baat karne wale hai ki aap apne article ke word count kaise kare ! kaise pata kare ke kitne word ka article likha hai apne apne post mein kitne words ! hai wordpress me to apko simple bta deta hai wordpress ka bhi dekhe ge aur blogger ! ka bhi dekhe ge ki aap kaise pta kar sakte hai to chlaiye aaj ka topic start karte hai
Namskar dosto mera naam rajat garhwal agar aap hmare blog par pheli baar aaye hai to m apko! bta du ki yaha par hmm blogging se judi jankari share karte rhete hai yadhi aap !wo miss nhi karna chahte to telegram channel ko join kare
Ye dekhna bahut jruri hota hai ki aap ne apne article me kitne words likhe hai kyu ki 1000 word ka article !check karna hai lekin apko pta nhi aur apne 1000 words se kam ka likh diya apke! competitors se jyada word ka article likhna hai to apko dekhna hoga ki apne kitne !word ka article likha aur kya add karu ki iss se jyada words ho jaye to uske liye apko! word check karna bahut jruri hota hai
Blogger Mein Article Ke Words Kaise Check Kare
Isme aap koi plugin ya koi esa tool nhi hota hai ki jis chij se aap pta kar pao to uske liye dosto ek software aata hai! ya aap simple uski site par jake check kar sakte hai aur aap phone se blogging karte hai to uske liye! ek application aati hai jiska naam hai google docs iss application! ya software ki madat se aap apne blogger ke article ke words check kar sakte hai
Google Docs Mein Words Count Kaise Kare
Agar aap ek iski site par jake check kar rhe ho yani ki aap apne laptop ya pc ko use kar rhe hai to upar link !diya hai google docs ka wha par jaiye aur click kijiye aur apne article ko copy ki! jiye pure ko apne blogger mein se aur iski ek sheet ko open kar lijiye fhir apko kya! karna hai yaha par aake wo paste kar dijiye iski shortcut key bhi
Shortcut key– ctrl+shift+c karke bhi aap sidha check kar sakte hai aur ye bhul bhi jate ho to iska function mai !apko bta bhi deta hu
Isme dekhiye jo ribbon baar hota hai jo upar ka usme tools ka option hai jaise hi aap uss par click karte ho to ! word count ka option aaye ga aur apko apke article ke word show kar dega jaise iss screenshot mein hai
To ese karke aap apne blogger ke undar article ke word count kar sakte hai ab apko btate hai ki wordpress ke liye
WordPress Mein Article Ke WordCount Kaise Kare Bina Plugin Ke
Dosto isme app do tarike se word count kar sakte hai ek to yoast seo plugin ki madat se aur ek simple tarike ! se jo ki bina plugin ke hai to chaliye dono tarike se jante hai
1st method
Yoast seo plugin se word count kaise kare
Apko kya karna hai jab apka article pura complete ho jata hai to aap apne article ke niche aaiye wha par seo likh ke ek box hota hai yoast seo ka
Yaha par seo analysis par click karna hai aur apke samne yoast seo ki detail open ho jayegi ki apne article! mein kya kya kiya aur kya baki hai to ism ek line hoti hai ki apne apne article! mein word kitne likhe hai
text length karke ek line aati hai to isme aap dekh sakte hai ek to tha ye method aur ab dekhte hai bina! kisi plugin ke aap kaise check kar sakte hai
2nd method
Bina Plugin Ke WordPress Mein Word Count Kaise Kare
Dosto aap jaise hi wordpress ke article ko edit par click karte ho to upar apko ye chij show hoti hai to isme ! I ka button hai uss par aap jaise hi click karoge to apke article ka map show kar deta hai! kitne words hai kitni headings hai! kitne paragraphs hai kitne words hai to ek ye! method tha jiski madat se aap wordpress mein article ke word count kar sakte hai
Conclusion
To bas dosto aaj ke liye itna hi umeed karte hai apko hmara ye article pasand aaya hoga jisme hamne apko !btaya ki aap Article Ke Word Count Kaise Kare agar apko hmara likha hua aur btaya !hua pasand aur smjh aaye to apne dosto ko bhi share kare aur comment section !me bhi btaye to milte hai ! next topic ke sath tab tak ke liye jai hind jai bharat