Alexa Rank Ki Puri Jankari, Kya, Kaise

Posted on the 03 November 2020 by Technoharyana

Hello dosto aaj hm janege alexa rank ki puri jankari de ge kya hai improve kaise kare alexa! rank ko kya fayde hai alexa rank ke kya alexa rank ranking ka factor google search engine! ka ye sab aaj hmm iss post me jane ge to hmare sath bane rhiye

Namskar dosto mera naam rajat garhwal aur aap sabhi ka hmare blog par swagaat hai agar aap pheli ! baar aaye hai to bta du ki yaha par hm blogging se judi jankari share karte rhete hai ! agar aap wo miss nhi karna chahte to hmare telegram channel ko join kare

Har ek blogger ye chahta hai ki uske blog ki alexa rank increase ho kyu ki ye ranking ka bahut bada factors! hai jis se apka blog google search engine par mjboot hoga iss liye sabhi blogger apne blog !ki alexa rank ko increase karna chahta hai

Agar apke blog par traffic nhi !aa rha to aur apki alexa rank improve ho rhi ho to ye soch lena ki apke blog ka bhi! traffic increase hoga aur ache improve kar dega traffic ko

Alexa rank Ki Puri Jankari

iska mtalb ye hai ki apke blog ki rank hoti hai ki jitne bhi blog hai uss par apki site kon se number pe rank kar rha !hai ki apki site auro ke mukable kitni popular hai alexa rank apki website ki! measure karti hai jaise ki jiski alexa rank 1 hai to wo sabse jyada popular site hai

Alexa rank ko calculate kiya jata hai ek proprietary methodology ! ke adhar par apki rank aati hai aur combine karti hai ek ki traffic ko visitors kitne ! aaye uski measurement aur ye apke last three months ! ke aadhar par hota hai

Kyuki ye measure karta hai apki site position !dusre ke mukable ke relative mein hai iss liye apki site ki alexa rank kewal uss site ki! traffic par depend nhi hai balki dusra website ke traffic mein par depend karta hai

Yhi karan hai ki kyu ki apki site rank kam hone! lag jati chaye apki site par bhi acha traffic aa rha ho lekin dusre ki website par bhi ! apse acha traffic aa rha hota hai ye hai alexa rank ab jante hai ki alexa rank ! kab start hui thi

Alexa rank ki history

alexa rank suru kiya gya tha 1996 mein yha ek California based subsidiary company hai amazon.com ki jo ki uss time! specialize kit hi commercial web traffic data pardhan karne me jise ki gather ! karti hai aur alag alag toolbar aur web browser extension ki madat se

Kya alexa rank ranking mein madat karta hai

Ha ji bilkul karta hai jaise jaise apki site ki alexa rank improve hogi to apki site google search engine me strong hoti hai! to aap apni alexa rank ko improve karni bhi bahut jruri hai ye apki kam jyada hoti ! rhegi kabhi jyada ho jayegi jab apke blog par traffic kam hone lag jayega to ye niche ! jane lag jayegi to ye seo ka factor hai to apne blog ki alexa rank jrur improve kare to ! ab bta bhi dete hai ki alexa rank kaise improve kare

Alexa rank kaise increase kare

To chaliye ab apko btate hai ki alexa! rank kaise increase karni hai kya aap ready ho kuch points btau ga unke! upper kaam karna

Apne blog ki traffic ko increase kare

Yha ek major factor hai apki alexa rank improve karne mein alexa apke blog ke traffic ko dekh ke blog rank karwate hai! agar aap ke blog par daily increase ho !rha hai to aap ka blog rank karne lag jayega !aur alexa rank improve ho jayegi ye to tha apna phela point alexa ranking ka

Bounce Rate kam hona

Apke blog par jitna ho sake bounce rate ko kam rakhna! chaiye taki apke blog par alexa rank increase hone lag jaye !agar apko nhi pta hai ki bounce rate kya hai to aap ye article bhi read kar sakte hai

Bounce rate kya hai kaise kam kare

Average page view per visitors

Iska mtlab ye hai ki jo apki site pe aaya aur usne kitne article read kiye ye sab aata hai average page view per! visitors aur ye kaise increase kare aap apne article mein kisi dusre article ka link de sakte !ho jis se apka bounce rate bhi kam ho jayega  aur page view per visitors bad jayege aur! isme aap kisi aur site ko bhi link kar sakte hai to ye tha average page view! per visitors

Original Content Likhe

Alexa rank ko improve karna chahte ho to apne content ka 100% real hona chaiye khi se bhi copy nhi karna hai aur! apki alexa rank improve hoti rhegi! har roj koshish yhi karo ki khi se copy nhi karna hai agar apko jitna pata hai whi bta ! do lekin copy mat karna iske kuch bhi benefit nhi hai

Backlinks bnao

Ye bahut jruri point hai dosto kyo ki iski traff koi dhyan nhi deta to apko har roj kam se kam 10 backlinks jrur bnao chaye! wo dofollow ho ya nofollow lekin try yhi karna ki mere blog ko dofollow! backlinks mile

Regular update

Dosto ye chij mane ki hai aur bich me m hafte me ek article daal deta tha lekin ab m har roj article likhta! hu ek din bhi miss nhi karta hu to aap bhi apne blog par active rhe taki google search engine ! ko bhi lage aur uske sath sath apki alexa rank bhi improve hogi

Alexa rank kaise check kare

Alexa rank check karne ke liye aap siddha apne! browser me alexa.com search karke ja sakte ho wa par! apko right side me search bar show hoga

Aur apni site ka url! dalna hai aur find par click karna hai fhir !apki site ka dashboard aa jayega

Alexa rank ke kya fayde hai

  • Iss se apki site google search engine par strong hoti hai
  • Apke blog ko backlinks dene lag jayege dusre bloggers
  • Taffic increase ho jayega
  • Iske sath sath aap backlinks bnao ge to wo do kamo me kaam aata hai
  • Ek to apke blog ki da and pa increase hone lag jayegi
  • Dusri apke blog ki alexa rank improve hogi

Top 10 Alexa Rank Sites

Ki pure world me jitni bhi site hai usme top 10 ke! undar kon kon hai ab apko ye btate hai

  1. Google.com
  2. Youtube.com
  3. Tmall.com
  4. Facebook.com
  5. Baidu.com
  6. Qp.com
  7. Sohu.com
  8. Taobao.con
  9. 360.cn
  10. Jd.com

Ye thi jo pure world ki top 10 alexa rank

Conclusion

To bas dosto aaj ke liye itna hi umeed karte hai ki apko hmara yha alexa rank ki puri jankari article pasand aaya! hoga aur apne dosto ke sath bhi share karo taki unko bhi pta chale alexa rank ke bare! mein aur apko kuch aur puchna ho alexa rank !ki bare me to aap comment section !me comment karke puch sakte ho to milte hai ! next topic ke sath tab tak ke liye jai hind jai bharat