Aadhar Card Ka Status Kaise Check Kare

Posted on the 02 November 2020 by Technoharyana

Hello dosto aaj hm baat karne wale hai ki aadhar card kaise check kare apne addhar card ka status kaise check kare !ye sab aaj hm apne iss post me janege to chaliye aaj ka topic start karte hai! enrollment center par aadhar card awedan ke bad iske ban ne mein 90 din ka time! lagta hai UIDAI ki website par check kar sakte hai

Namskar dosto mera naam rajat garhwal aur aap sabhi ka hmare blog par swagaat karta hu agar aap hmare blog par! pheli baar aaye hai to bta du ki yaha par tech se judi jankari share karte rhete hai! agar aap miss nhi karna chahte to hmare telegram channel ko join kare

To chaliye aaj ka topic start karte hai

Aadhar card ka status kaise check kare

  1. Sabse phele apko uidai.gov.in ki site par jana hai
  2. Website par my aadhar ke tab mein check aadhar status par click karna hai
aadhar card kaise check kare
  • Fhir apko apni enrollment id dalni hai yha id apki 14 ankho ki hoti hai
  • Iske baad apko captach fill karna hoga
  • Check status par click karna hai

UIDAI Helpline Se Kaise Check Kare Status

Website ke bager aap phone karke bhi aap apne aadhar card ka status check kar sakte hai jab apke pass! enrollment id milne ke baad aap ko 1947 par call karna hoga ye number aadhar card! ki helpline number hai fhir apko jaise jaise wo btayege wase wase apko karna hoga! jaise ki wo puche ki aap apni enrollment id type kare to apko apni enrollment id type! karni hogi jo jo wo puche wo wo apko fill karni hogi

Aur wo apki aadhar card ki id bolege! jo apko likh leni hai aur uidai ki site se apna aadhar card download kar sakte ho

Conclusion

To bas dosto aaj ke liye itna hi umeed karte hai ki apko pasand aaya hoga jisme hamne apko btaya ki aadhar card! ke baare me kuch ye aaj hme jana apne dosto ke sath bhi share kare aur milte hai! ese hi kisi new post ke sath tab tak ke liye jai hind jai bharat